jueves, 21 de octubre de 2010

jueves, 2 de septiembre de 2010

martes, 27 de julio de 2010

Hø Gy¡ Ha¡ Ab Tø
Black Black
"N¡GHT",

Ab Band Bh¡ Kar
Dø Wh¡te Wh¡te
"L¡GHT",

Swéèt Swéèt
Sapnø K¡ Paker lø
"FL¡GHT".

Øk ! My Dear

;...GøøD Night...;:-*


"AAJ"nahi to kal"HUM"pe aitbar hoga

"PATHAR"k dil ko b"HUM"se pyar hoga

"JAA"mere
"SMS"mere pyare"DOST"sy mil

"UNKO"mere
msg ka hi"INTzar ho ga

"AAJ"nahi to kal"HUM"pe aitbar hoga

"PATHAR"k dil ko b"HUM"se pyar hoga

"JAA"mere
"SMS"mere pyare"DOST"sy mil

"UNKO"mere
msg ka hi"INTzar ho ga



Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai, gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai, tum kar do ek SMS yeh guzarish hai meri, tumari SMS ki adat si ho gayi hai.


IF

U
OPEN
MY
,--. .--.
'. ( .'
" .). "
HEART
WHAT
Will
U
SEE?
,- -. i .- -.
'. ( Miss ( .'
" .) You ).

Kisi ki yaado ko rok paana muskil he, rote hue dil ko manana muskil he, ye dil apno ko kitna yaad karta he,
ye ek sms me likh paana muskil hai

Dosti ke bazaar me chah nahi hoti
dard hota hai magar aah nahi hoti.
dil se kiya gaya ho koi sauda
to chukaai gayi kimat ki parwah nahi hoti

dosti k andaz ki sorat ho app
kisi ki zindagi ki zaroorat ho app
khubsurat phool tu bohat hain dunya mai
par kisi k liye phool sy ziyada khubsurat ho app.

rulana har kisi ko ata hai,hasaana kisi kisi ko ata hai,rula ke jo mana le wo sacha yaar hai or jo rula ke khud bhi ansu bahaye wo apka pyar hai.

martes, 13 de julio de 2010

Visualitza la imatge a mida completa

sher


Apni ankhon k sabi ashk baha kar sona
Tum meri yaad ka har deep bujha kar sona

Ek sitara bhi mery khayal ka baqi na rahy
Chandni shab k nishanaat mita kar sona
Drr lgta hay neend hi kaheen cheen na lay
Tera her roz meray khwab mein aa kar sona
Baad mey log gira dain to koyi baat nahi

Us k na hone se kuch nai badla
ye suraj b wahin se nikalta hai
Asman per taare b chamakte hain
or chand ki chandni b hoti hai
Hawa be chalti hai
Dariya b behte hain
Phool be khilte hain
In main Khushbu b hoti hai

Her khushi main tumhari baat kartay hain,
Tum salamat raho yeh faryad kartay hain,
Ab ek sms main kaisay batayain k,
Hum tum ko “KITNA YAAD” kartay hain.

Tanhai ki chadar or’rhe
Teri Yaadon k kamre mein band
Hijr ki kaali ratoon meinJab aansu
mere girte heinEk naam tumhara lete hein
Palkon pe jhoolte chand qatreJab daman mein aa girte hein
Pegham mujhe ye dete hein
K pyar to bus ek dhoka haiKab kon kisi ka hota hai

Teri Yaad To Ek Anmol Phool Hai,*
*Hum Tuje Bhool Jain Ye Teri Bhool hai,*
*Koi Yaad Hume Na Kare Gila Nahi*
*Hum Apnon Ko Nahi Bhoolty
ye Hmara asol he.


Hum chup rhete hain koi khafa na ho jay
Bhole se humse koi khata na ho jaye
Bari mushkilon se bana hai koi apna
Dar lagtha hai k wo kahe juda na ho jay

Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota

SHER

.Hum Wo Nahi JO Kelthe Hai Dilo Se, Hum Dilo Ko Milane Ka Kaam Karthe Hai.
Itna Mat Otro Is Dil Par, Hum Dilo Ko Chorane Ka Hunar Janthe Hai.

. koi kanton se pyar karta hai,

koi foolon se pyar kartahai,

hum to usase pyar karytain hain,

jo hum se pyar karta hai


.kyon dil ke karib aajatahe koi
kyon apnepanka ehesaas kara jata he koi
jab v dil ko adat si hoti hai uski
fir kyon utni hi dur chalajata hai koi


.Kuch sitaron ki chamak nahi jati,kuch yadon ki kask nahi jati,kuch logo se hota hai esa rishta,ki dur rehkar bhi unki mehak nahi jati........





sms

I MISS YOU in every beats of heart,

In every blink of my eyes,
In every second of Time and...
In every moment of the Day


SMS

Dil ki Kitab ka safar le gya koi,
Ankhon se nend urha gya koi,
kisi ki yaad me tarapne ki adat nai the mujh
apni yaadon se tarpana sikha gya koi…!!!



SMS

.koi kanton se pyar karta hai,
koi foolon se pyar kartahai,
hum to usase pyar karytain hain,
jo hum se pyar karta hai

.Meri har nazar teri muntazir…
Teri har nazar kisi aur ki….

…Meri zindagi teri bandagi…
teri zindagi kisi aur ki…

Kabhi wakt jo mile tujhay zara …
aa ke dekh mere haal ko…

Meri har ghari tereliye,,,
teri har ghari kisi or ki…

Mujhay sirf teri talab thi..
par jane q tu mila nai…


domingo, 11 de julio de 2010

miércoles, 9 de junio de 2010

SHER

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi !
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel,
Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi !
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitani tej [...]


Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle

dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle

kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata,

kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle

yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the

yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle

hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge

ab [...]


Mil Kar Bhi Ussay Hasrat-E-Mulaqat Reh Gai,

Baadal To Ghar Aaey thay Barsaat Reh Gai,

Wo Aaj Yun Mila K Hamain Janta Na Ho,

Lab To Meray Khulay Thay Magar Baat Reh Gai,

Mai Haar K Bhi Khush Hoon k Tum Jeet To Gaey,

Qismat Main Meri Maat Thi So Maat Reh Gai,

Daaman Main Kya Rakha Hai Is K Siwa [...]

martes, 1 de junio de 2010

domingo, 30 de mayo de 2010

Dil Ko Pyaar Na Kare

Samjha Lo Apne Dil Ko Pyaar Na Kare
Meri Fitr
at Hai Bewafai Izhar Na Kare
Humse Paoge Dhoka Tum Yaad Rekhna
Pehle Hee Kahte Hai Koi Humara Aetbaar Na Kare

Mujh Say Juda Na Tha

So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na Tha
Woh Meri Zindagi Tha Magar Be-Wafa Na Tha
Dol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana Dala
Warna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Tha

FOTO

SHER


پھول اچھے لگتے ہیں،
جن میں خوشبو ھو
محبت اچھی لگتی ہے،
جس میں ملن ھو
انسان اچھے لگتے ہیں،
جن میں انسانیت ھو
دوست اچھے لگتے ہیں،
جن میں وفا ھو
موت اچھی لگتی ہے،
جس میں نام خدا ھو




عشق کرنا ھے تو حال و حالات نہ دیکھ
عبادت کرنی ھے تو آندھی، طوفان و برسات نہ دیکھ
پیار کرنا ھے تو ذات پات نہ دیکھ
محبت کرنی ھے تو رنگ و روپ نہ دیکھ
کرنا ھے دیدارۂ یار کا تو دن و رات نہ دیکھ
کرنی ھے وفا تو سامنے بے وفا نہ دیکھ
بناناھے دوست تو پھر اس کے عیب نہ دیکھ
رقص کرنا ھے تو پاؤں کی ذنجیر نہ دیکھ
درد غم بھلانا ھے تو پی ساقی حلال حرام نہ دیکھ
Khush raho”

Is liye nhi k

Ap khush rehna chahtay hain

Balke

Is liye k kuch log

Aap ko khush dekhna chahtay hain

FOTO

FOTO